Mat Roko Rone Do Mujhe
Aansoo Wo Ko Pee Jaane Do
Wo Chali Gayi Apni Yaade Dekar
Uski Yaado Me Hi Kho Jaane Do
Har Pal Roti Hai Aankhe Meri
Ke Ashko Ko Bhi Jum Jaane Do
Ab To Din Ke Ujale Se Bhi Dar Lagta Hai
Mujhe Raat Ke Andhere Me Hi Rahne Do
Kaise Bayan Karu Dil Ka Dard Lafzo Me
Ankho Ko Hi Sab Keh Jaane Do
Ab Saha Nahi Jaata Usse Judai Ka Dard
Ke Zahar Ko Hi Mukti Samajh Kar Apnane Do
Ab Koi Tamanna Nahi Meri Jeene Ki
Mujhe Maut Ke Pehlu Me So Jaane Do…………………………….!!!!

Beautiful i love this poetry
LikeLike
buhat khoob thanks for sharring
LikeLike